Sar main meesho per kam start karna chahta hun aur main Jaise koi bhi product sel karunga to mujhe uska alag se invoice Banakar rakhna padega agar koi GST afsar Aaye aur mange to
Bhaiya mere padosi ki mens wear ki shop hai woh meesho seller banna chahte hai Aap guide kar sakte ho kaise hota hai, Unke paas GST no nahi hai unki shop rented hai, currnet account nahi hai aur clothes per brand likha hota hai like Zara, Armaani Ex etc toh kya unko list kar sakte hai, isski wajah se legal problems hoti hai kya? kapde ke kaam mein return zyada hota hai ? Reply zaroor karna
Video काफी relatable है 👍 आज के समय में digital marketing के बिना business grow करना tough है। मैं इस system पर काम कर रहा हूँ—जिसे interest हो, वो बता सकता है।
Mera pass 50k Hai pr hum ise shadi bhi nhi kr skte h or nhi Ghar le sakte h to bhai aap humko apne sath le lo hum 50k apko de denge bs apke sath Kam krna h or 50L kamana Hai bhai…
43 comments
10000 ke saman ma tax, carriage kitna ayiaga ?
Nice❤
Toh you tube mai video banakar kyu apna time kharab kar rahe ho
Cha cha bank kaa current account 5000 me khul jaaye gaa bhai ?
Bhai number bhejiye na
Bhai product kha se kharide
Mobile number
Pata nahi yeh bolna kya chahta hai
1din ke kitne parsol milte total
Me business Krna chahta hu
Mere eye doctor ne 1.0 power ka progressive banana tha par unhone 1.25 power ka chashma bana diya hai
Abhi kya kar sakte hai
Excellent brother
Wah! Bohat achha video hai.. most informative ❤ Bhai mujhe bhi ecommerce business start karna hai.. gst number ka problem hai kaise nikale..
Red t shirt bhi dikh raha hai 😂😂
Call
Business kese start kare
Video starts 8:45 usse pehle bas ek hi information hai LOCAL CA se GST bana lo
Sar main meesho per kam start karna chahta hun aur main Jaise koi bhi product sel karunga to mujhe uska alag se invoice Banakar rakhna padega agar koi GST afsar Aaye aur mange to
🛑🛑🛑🛑Meesho me sell mt kro bhai log bhot fraud hote mera to product return me gya or abhi tak mila hi ni vpsi ye log fraud krte h
Bhai mujhe amazon global seller banana hai. Plz contact number
Video start 4:56
Bhaiya mujhe aapka video bahut helpful lga mujhe aisa hi video chahiye tha thank you bhaiya
Gst registration ke liye mujhe contact kr skte ho 😊
GST khn se lete hai?
Good information dada 👍
Bhai yeh bhi video banate ho
YouTube dekh ke mene GST apply Kia aur 2 ghante ke andar hi approved hoke certificate mil geya 😮, superb
Bhai 1 video banao jisme ap ye batao business start karne se phele all calculations kia kare or kese or kia chize dehan me rakhe
Jo khud owner hai makan ka or Ecom shuru karna chahta ho…toh osey koi rent agreement k zarurat h nahi toh waha kaun sa document dena hoga?
Bhaiya agar virtual address pe gst lena ho to koi dikkat to nhi hoti?
Bhai Ecom se jyada vlogger lag rhe ho 😂
Bhaiya mere padosi ki mens wear ki shop hai woh meesho seller banna chahte hai Aap guide kar sakte ho kaise hota hai, Unke paas GST no nahi hai unki shop rented hai, currnet account nahi hai aur clothes per brand likha hota hai like Zara, Armaani Ex etc toh kya unko list kar sakte hai, isski wajah se legal problems hoti hai kya? kapde ke kaam mein return zyada hota hai ? Reply zaroor karna
Hilarious!
Bhai starting kaise kare products sell karne me
9:45
Sir mejhe ye kam chahiye meri gher ki condition bhot kharab hai🥲🥲
Koye balasore sa hai ta meesho karo
Meesho coreyar bag kaha lena
🎉Hlo sir
Chor
Video काफी relatable है 👍
आज के समय में digital marketing के बिना business grow करना tough है।
मैं इस system पर काम कर रहा हूँ—जिसे interest हो, वो बता सकता है।
Mujhe bhi start karna hai mai bahut sara video dekha hu aap ka videos achha laga hai kaise start Karu please knowledge dijiye and support
Mera pass 50k Hai pr hum ise shadi bhi nhi kr skte h or nhi Ghar le sakte h to bhai aap humko apne sath le lo hum 50k apko de denge bs apke sath Kam krna h or 50L kamana Hai bhai…