Personally I like the mindset of raghav very much and also inspires from him my father also had a business of travels but at very small scale but from today I am promising to my self that one day I would definitely give a good reach of our business and I wish once raghav bhai connect with me and tell something about it
Ye prodcast हर युवा वर्ग के लिए प्रेरणा हैं आजकल छोटी छोटी परेसनियो से परेसान होकर अपने ऊर्जा पुर्ण समय को खराब करते हैं राघवेंद्र भाई आप कम उम्र बहुत मेहनत का फल हैं जो आप अभी के समय मे जो अर्न कर रहे ❤❤
Ye greeb hone ki story bech raha h. Agar ye itne premium school me padta tha to iski maa ki death hote hi ek dum se fees k paise nhi rhe. Chlo maan liya. Abb ye jewellery ki bol raha h to 9 lakh ki jewellery aaj se uss time par 40 se 50 hazar per gm me thi. Mtlab 20 tole sona ki konsi chain aur ring thi. Agar thi to sirf mother ki death hote hi iski fees nhi ruk jati. 20 tole gold ameer loge k pas hi hota hai. Ye successful hoga no doubt. Lekin ye jo story suna raha hai ki ye 0 se utha tha. Wo isne xhutiya bnaya hai. Fir ye har 1 se 2 month me gaadi leta raha. Jbki iske pas paise nhi the. To obviously isko koi loan dene wala bhi nhi tha kyuki ye loan lega to dikhayega kya. Aur loan bhi income k hisab se milta hai. 1 bus agar apni emi nikal k 50000 bhi kma de to bdi baat hai. Ye sirf aur sirf fekk raha hai. Iske piche bda hath hai. Ya ye kisi k paise kha k ya fir jameen bech k chla hua insaan hai. 101 percent froad hai. Agar kisi ko meri baat buri lage to bhai mai khreed k deta hu bus. Tum mujhe 1 mhina nhi 1 saal baad ussi bus se 1 bus khreed k de dena. Mai iss aadmi se hath jod k mafi maang luga. Ye sirf aur sirf xhutiya bna raha h
24 comments
माता जी सरकारी सेवा में थे वो पैसे ।
डेथ बेस पर जॉब किसको मिली
Personally I like the mindset of raghav very much and also inspires from him my father also had a business of travels but at very small scale but from today I am promising to my self that one day I would definitely give a good reach of our business and I wish once raghav bhai connect with me and tell something about it
Tumari shirt ben 10 ki yaad dila rha hai white and black
Best wishes from Tamilnadu ❤ Please start your Bus Service in Tamilnadu 🎉
Ye prodcast हर युवा वर्ग के लिए प्रेरणा हैं आजकल छोटी छोटी परेसनियो से परेसान होकर अपने ऊर्जा पुर्ण समय को खराब करते हैं राघवेंद्र भाई आप कम उम्र बहुत मेहनत का फल हैं जो आप अभी के समय मे जो अर्न कर रहे ❤❤
Aacha kaam to kuch aur hi lag rahe hai
Mujhe brivere shikh na he.
Please 🥺
Yaar kitna confidence hai eske baat karne mein…gajab.
Future millionaire here
Good job sir 👍👍👍
Teghra bus ka owner kaun hai
सुपर एंटरव्हिव्ह सर वर्ल्ड मे ऐक सक्सेस फुल स्टोरी 💯%
Jai shree ram ❤❤❤
Jordar baat kahi ragav bhai❤❤🎉🎉❤
Raghav bhai ka Number Chahiye tha
22 saal crorepati nahi khandani crorepati
Bahut accha broadcast
जय श्री राम ❤😊
Sir aap ka mobile number bhejdo
बहुत बढ़ियाआदमी है
Permit kaise milte hai?
Punjab mai sukhbir singh badal k paas 500/700 Bus hai 14000 kille ekard jameen hai hotel hai aur business hai
Ye greeb hone ki story bech raha h. Agar ye itne premium school me padta tha to iski maa ki death hote hi ek dum se fees k paise nhi rhe. Chlo maan liya. Abb ye jewellery ki bol raha h to 9 lakh ki jewellery aaj se uss time par 40 se 50 hazar per gm me thi. Mtlab 20 tole sona ki konsi chain aur ring thi. Agar thi to sirf mother ki death hote hi iski fees nhi ruk jati. 20 tole gold ameer loge k pas hi hota hai. Ye successful hoga no doubt. Lekin ye jo story suna raha hai ki ye 0 se utha tha. Wo isne xhutiya bnaya hai. Fir ye har 1 se 2 month me gaadi leta raha. Jbki iske pas paise nhi the. To obviously isko koi loan dene wala bhi nhi tha kyuki ye loan lega to dikhayega kya. Aur loan bhi income k hisab se milta hai. 1 bus agar apni emi nikal k 50000 bhi kma de to bdi baat hai. Ye sirf aur sirf fekk raha hai. Iske piche bda hath hai. Ya ye kisi k paise kha k ya fir jameen bech k chla hua insaan hai. 101 percent froad hai. Agar kisi ko meri baat buri lage to bhai mai khreed k deta hu bus. Tum mujhe 1 mhina nhi 1 saal baad ussi bus se 1 bus khreed k de dena. Mai iss aadmi se hath jod k mafi maang luga. Ye sirf aur sirf xhutiya bna raha h
God bless You …A Gentleman ..best podcast …..inspirational